Aa ha aa…….. (Dur bahut aabadee se, ishk kee rangin vadee se Yeh kaun sada deta hai Pyar bhara ik dil hoga, ya koyee bismil hoga Jo apna pata deta hai) – (2)
Aa ha aa…….. Lehratee see yeh raahe, na jane kisko chaahe – (2) Kiske didar kee pyasee, hain inakee khulee nigaahe – (2) Aas lagaye baithe rehana bhee toh maja deta hai Dur bahut aabadee se, ishk kee rangin vadee se Yeh kaun sada deta hai Pyar bhara ik dil hoga, ya koyee bismil hoga Jo apna pata deta hai
Aa ha aa…….. Yeh parabat unche unche, kamoshee ke afasane – (2) Kyun dur khade bastee se, honge yeh bhee diwane – (2) Jane kis kisko diwana pyar bana deta hai
Dur bahut aabadee se, ishk kee rangin vadee se Yeh kaun sada deta hai Pyar bhara ik dil hoga, ya koyee bismil hoga Jo apna pata deta hai
| Movie / Album | Jhoola Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Rajendra Krishan |
| Singer's | Lata Mangeshkar, Mukesh |
| Music Director | Salil Chowdhury |
Lyricist : Rajendra Krishan
Singer : Lata Mangeshkar
Lyricist : Rajendra Krishan
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Lyricist : Kavi Pradeep
Singer : Arun Kumar, Ashok Kumar, Rahmat Bano
Lyricist : Rajendra Krishan
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh