Rab Ka Shukrana Song Lyrics - Jannat 2 Lyrics

Rab Ka Shukrana Lyrics from Jannat 2 Lyrics (hindi) sung by mohit chauhan. This song is composed by pritam chakraborty with lyrics penned by sayeed quadri. Jannat 2 Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Rab Ka Shukrana Lyrics from Jannat 2 Lyrics: mohit chauhan sings this hindi song for Jannat 2 Lyrics film with music by pritam chakraborty

Tu hai ab jo baahon mein qarar hai rab ka shukrana Saanson mein hai nasha khumar hai rab ka shukrana Tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana Mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana Rab ka shukrana (Tu mila toh sab mila ab kisi se kya gila Tujhme simtu aa main bikhru teri baahon mein) – 2 Fanaa ho jaaun main Tu hi ab duniya meri jahaan hai rab ka shukrana Khwabon ki khayalon ki udaan hai rab ka shukrana Tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana Mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana

(Sab se ho jaaun pare jo ishaara too kare Ab toh rehna hai tujhi mein gumshuda hoon main) – 2 Ho teri baahon mein Jazbon ka toh naya bayaan hai rab ka shukrana Naya rutba nayi shaan hai rab ka shukrana Tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana Mera kalma hai tu azaan hai tu rab ka shukrana Rab ka shukrana