Pehli pehli baar jab pyaar kisi se hota hai Hota hai yeh haal jab pyaar kisi se hota hai Yeh dil kahi lagata nahin Teri tarah meri tarah paagal sabhi ho jaate hai Ho pehli pehli baar jab pyaar kisi se hota hai
Dil ko karaar nahi aata, raaton ko nind nahin aati Jaan chali jaati hai lekin, aake teri yaad nahi jaati Tauba mere yaar jab pyaar kisi se hota hai Hey hota hai yeh haal jab pyaar kisi se hota hai Yeh dil kahi lagata nahin Teri tarah meri tarah paagal sabhi ho jaate hai Ho pehli pehli baar jab pyaar kisi se hota hai
Pyaar mein karu bewafaai, aisa nahi main harjaai Laankhon haseeno ko dekha tu hi pasand mujhe aayi Hota hai kamaal jab pyaar kisi se hota hai Hey hota hai yeh haal jab pyaar kisi se hota hai Yeh dil kahi lagata nahin Teri tarah meri tarah paagal sabhi ho jaate hai Ho pehli pehli baar jab pyaar kisi se hota hai Hey hota hai yeh haal jab pyaar kisi se hota hai
| Movie / Album | Jab Pyar Kisi Se Hota Hai Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Singer's | Kumar Sanu |
| Music Director | Jatin-Lalit |
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Kumar Sanu, Lata Mangeshkar