Iss Dil Mein Kya Hai Song Lyrics - Jab Pyar Kisi Se Hota Hai Lyrics

Iss Dil Mein Kya Hai Lyrics from Jab Pyar Kisi Se Hota Hai Lyrics (bollywood) sung by lata mangeshkar, udit narayan. This song is composed by jatin-lalit with lyrics penned by anand bakshi. Jab Pyar Kisi Se Hota Hai Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Iss Dil Mein Kya Hai Lyrics from Jab Pyar Kisi Se Hota Hai Lyrics: lata mangeshkar, udit narayan sings this bollywood song for Jab Pyar Kisi Se Hota Hai Lyrics film with music by jatin-lalit

Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar Tere liye hi main hoon bekraar

Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar Tere liye hi main hoon bekraar

Chhu liya tune mujhko saara badan jal raha hai Pyaar mein jor kaisa koi jaadu sa bas chal raha hai Paagal na main ho jaau Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar Tere liye hi main hoon bekraar

Iss dil mein kya hai

Thaam le meri baahein, mausam jawaan aur haseen hai Kya karu naam tera dil bhulata hi nahi hai Jaagu ya main so jaau Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar Tere liye hi main hoon bekraar

Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar Tere liye hi main hoon bekraar

Taram taram tararara, taram taram tara…..