O Jaana Na Jaana Song Lyrics - Jab Pyar Kisi Se Hota Hai Lyrics

O Jaana Na Jaana lyrics from Jab Pyar Kisi Se Hota Hai Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by jatin-lalit.

Hey aye aye aye……….

(O jaana na jaana, ye dil tera deewana – (2) Jahan bhi tu jayee tere peeche ayee, ye tera aashiq purana) – (2) O jaana na jaana

Jor chalta nahee kya karu Ye dil sambhalta nahee kya karu haay Haan aisa kaanta laga pyaar ka Abh nikalta nahee kya karu Teri nigaho ka main ban gaya hoon nishana O jaana na jaana, ye dil tera deewana Jahan bhi tu jayee tere peeche ayee, ye tera aashiq purana O jaana na jaana…

Saari duniya se hum rooth ke Are aa mohabbat karein toot ke O udd na jaye kabhi kya pata Koi bhanwara mujhe loot ke Bhanwara nahee hai mera naam hai parwaana O jaana ye maana, tu hai mera deewana – (2) Tu kare jo ishara chali aaon yara, main chod ke ye zamaana Hey aye aye aye aye aye………..