Akela Hoon Main Humsafar Dhundata Hoon Song Lyrics - Jaal (1967) Lyrics

Akela Hoon Main Humsafar Dhundata Hoon Lyrics : Akela Hoon Main Humsafar Dhundata Hoon Song from the film Jaal (1967) Lyrics is sung by mohammad rafi and composed by laxmikant-pyarelal. ,

(Akela hoon main humsafar dhundata hoon Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon) – (2) Kisi ?? shaame sehar dhundata hoon Akela hoon main humsafar dhundata hoon Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

Yeh mehaki huyi raat kitani haseen hai – (2) Magar mere pehalu mein koyi nahi hai – (2) Mohabbat bhari ik najar dhudata hoon Akela hoon main humsafar dhundata hoon Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

Mere dil mein aaja nigaahon mein aaja – (2) Mohabbat ki rangin raahon mein aaja – (2) Tujhiko ko main o bekhar dhundata hoon Akela hoon main humsafar dhundata hoon Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon

Ke dar jaau viraan hai mri raahein – (2) Kisiko na apana saki meri aahein – (2) Main aahone mein apani asar dhundata hoon Akela hoon main humsafar dhundata hoon Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon Kisi ?? shaame sehar dhundata hoon Akela hoon main humsafar dhundata hoon Mohabbat ki main rehgujar dhundata hoon