Maula Zara Kar De Karam Song Lyrics - Ishq Ke Parindey

Ishq Ke Parindey is a hindi movie, music produced by rashid khan. It stars priyanka mehta, rishi verma in main roles, this movie released in 2015. The soundtrack album is composed by rashid khan. The music is released under zee music The song lyrics of Maula Zara Kar De Karam are below

Ishq ko ya khuda Kyun nazar ho gayi Yun lage har duaa Beasar ho gayi Hamne tinke chune Aashiya ke liye Kis taraha aandhiyo Ko khabar ho gayi Yaa maula maula

Tu hai maula maula Mere maula maula Tu hai maula maula Mere maula maula Tu hai maula maula Mere maula maula Tu hai maula maula Mere maula maula

Waqt ke nishaane pe Ishq bethikana hai Ek taraf mohabbat hai Ek taraf zamana hai Waqt ke nishaane pe Ishq bethikana hai Ek taraf mohabbat hai Ek taraf zamana hai Ek taraf mohabbat hai Ek taraf zamana hai Ek taraf mohabbat hai Ek taraf zamana hai

Chahato ka rakh le tu bahram Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam Kar de karam kar de karam Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam

Jhookta nahi hai yeh haalat se bhi Mitata nahi hai yeh bigdat se bhi Yeh ishq aisa haio masum shola Bujhta bahi hai jo barsaat se bhi Bujhta bahi hai jo barsaat se bhi Mar ke mile nahi janam

Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam Kar de karam kar de karam Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam

Tera falak hai teri zameen hai Teri inayat pe dil ko yakeen hai Tera falak hai teri zameen hai Teri inayat pe dil ko yakeen hai Tu sukhe patte pe gar mehrbaan ho Angaaro se bhi wo jalta nahi Angaaro se bhi wo jalta nahi Phir dilo pe kis liye sitam

Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam Kar de karam kar de karam Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam Mere maula maula Maula zara kar de karam

O zindagi zeher hai to kya darr hai Har taraf keher hai to kya darr hai Tu muhafiz hai maula ke ghar ka Dubta shehar hai to kya darr hai Dubta shehar hai to kya darr hai Maula maula.