Thodi wafayen maangi maine Thoda sa maanga maine waada Ishq maanga hai maine tumse Maanga kya tumse maine zyada
Main tera khwab ban jaaunga Main teri ragon mein rang jaaun De mujhe khudi main tu panahein Bin tere main kuch na chaahun
Tu hi mera rab hai Tu hi mera kal hai
Tu meri duaon ka sahil Tu meri khwahishon ki ho manzil
Zid hai meri paun tujhe Bin tere kuch na ho hasil
Main tera khwab ban jaaun Main teri ragon mein rang jaaun
De mujhe khudi main tu panahein Bin tere main kuch na chaahun
Tu hi mera rab hai Tu hi mera kal hai (x2)
Tu meri saanson ka humsafar Tu meri chaahton ki hai umar
Saup doon tujhe zindagi Aa bana mujhko tu humnazar
Main tera khwab ban jaaun Main teri ragon mein rang jaaun
De mujhe khudi main tu panahein Bin tere main kuch na chaahun
Tu hi mera rab hai Tu hi mera kal hai (x2)
Movie / Album | Ishq Junoon |
Language | Hindi |
Singer's | Ankit Tiwari, Sukriti Kakkar |
Label | Bollywood Songs Lyrics |
Year | 2016 |
Starring | Akshay Rangshahi, Divya Singh, Rajbeer Singh |