Mere aankhon se ankhon se nikle ansoo Mera dil mera dil hua bekaabu
Meri aankhon se ankhon se nikle aansoo Mera dil mera dil hua bekaabu
Tune jabse nigah pheri, Main mar gaya.. Main mar gaya.. main mar gaya.. main mar gaya..
Maine tujhpe hi tujhpe yaqeen kiya Mera dil, mera dil tod diya Arre tu to jafa ki hadd se guzar gaya Guzar gaya.. guzar gaya.. guzar gaya..
Jo bhi huaa jaise huaa Abhi na tumse chupaunga Kabhi kahin milo jo tum Tumhe haqeeqat bataunga
Jo chot dil pe hai lagi Usey na main seh paaungi Yeh haadsa ye bebasi Kisi se na keh paungi
Meri duniya mein thi bas tu hi tu Meri aankhon se aankhon se nikle aansoo Tune jabse nigaah pheri main mar gaya Main mar gaya.. main mar gaya.. Main mar gaya..
Jo har ghadi yaadon mein tha Wo lamha maine bhula diya Wo aks jo aankhon mein tha Maine usey bhi mita diya
Saanson mein hai teri wafaa Aankhon mein teri hai nami Tere sivaa yeh zindagi Jaise koi banjar zameen
Tune mujhko yun tanha chod diya Mera dil, mera dil tune tod diya Are tu to jafa ki hadd se guzar gaya Guzar gaya.. guzar gaya.. guzar gaya..
Meri ankhon se ankhon se nikle aansu Mera dil mera dil hua bekabu Tune jabse nigaah pheri main mar gaya Main mar gaya.. main mar gaya.. main mar gaya..
Movie / Album | Ishq Forever (2016) |
Language | Hindi |
Lyricist | Sameer Anjaan |
Singer's | Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal |
Music Director | Nadeem Saifi |
Label | Zee Music |
Year | 2016 |
Starring | Krishna Chaturvedi, Ruhi Singh |
Lyricist : Sameer Anjaan
Singer : Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal