Irada Title Song Lyrics - Irada

Irada Title songs lyrics from Irada : Irada Title sung by Nikhil Uzgare.This song is composed by Neeraj Shridhar and lyrics penned by Sameer Anjaan.

Jahan maut bikhri hai wahan Sansein uga dunga Zakhmon ke chalon pe Mein ab marham laga dunga

Jahan maut bikhri hai wahan Sansein uga dunga Zakhmon ke chalon pe Mein ab marham laga dunga

Ranjish ki chingaari mujhe Pal pal jaalati hai Dard ko baaki banati hai Maine kar liya, irada Maine kar liya, irada Irada, irada..

Maine kar liya, irada Maine kar liya, irada Irada, irada, irada..

Zehrili faslo ko Jado se kaat dunga mein

Maayus aakhon mein umeedein Baat dunga mein

Zehrili faslo ko Jado se kaat dunga mein Maayus aakhon mein umeedein Baat dunga mein

Wehshi ke khwaabo ki mein Buniyaad hila dunga Khaakh mein usko mila dunga Maine kar liya, irada Maine kar liya, irada Irada, irada..

Maine kar liya, irada Maine kar liya, irada Irada, irada, irada.. Hey..

Gumrah jo hai Unhe rasta dikhayenge Anjaane gham se Unhe waakif karayenge

Yeh irada jo kisi ke kaam aayega Toh humein aaram aayega Maine kar liya, irada Maine kar liya, irada Irada, irada..

Maine kar liya, irada Maine kar liya, irada Irada, irada, irada..Hey..