Jo Chham Se Nikal Gayi Raat Song Lyrics - Inam Dus Hazaar (1987) Lyrics

Jo Chham Se Nikal Gayi Raat lyrics : Jo Chham Se Nikal Gayi Raat Song from Inam Dus Hazaar (1987) Lyrics is sung by asha bhosle and composed by r d burman,

Jo chham se nikal gayi raat -2, nahi phir aanewaali Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Haan aaj toh baaji hogi lagaani -2 kehati hoon main yeh pukaar Daam toh hoga tujhako lagaana daulat ho chaahe pyaar Aa idhar tujhase yeh yeh najar hai sawaali Jo chham se nikal gayi raat -2, nahi phir aanewaali Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Ho kaun hai asali kaun hai nakali -2 teri najar jaane Shakl kisiki chhup na sakegi dil se jo pehchaane Laakh parde mein bhi hai najar aanewaali Jo chham se nikal gayi raat -2, nahi phir aanewaali Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun -2 kis liye roka hai Jo bhi karana kar le meri jaan aakhir mauka hai Jaanemann yeh ghadi pal mein hai jaanewaali Jo chham se nikal gayi raat -2, nahi phir aanewaali Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali Jo chham se nikal gayi raat (nahi phir aanewaali -3)