Ek Chumma Song Lyrics - Housefull 4

Ek Chumma Song Lyrics from Housefull 4 (Hindi) (2019) Ek Chumma Song Lyrics sung by Sohail Sen, Altamash Faridi, Jyotica Tangri.This song is composed by Sohail Sen with lyrics penned by Sameer Anjaan. Housefull 4 (Hindi) (2019) movie stars Akshay Kumar, Riteish Deshmukh, Bobby Deol and the songs were released in 2019.

Oh madam goggles wali Don’t go yoon deke gaali Oh madam goggles wali Don’t go yoon deke gaali

Haan gundon se chhudaya hai Maine tujhe bachaya hai Gundon se chhudaya hai Maine tujhe bachaya hai Haan poochh le saamne janta hai

Ek chumma, ek chumma Ek chumma to banta hai Ek chumma, ek chumma Ek chumma to banta hai

Meri jaan idhar udhar Daale kyun mujhpe nazar Mujhe to lage lage Teri fitrat se dar

Jaanu main, jaanu jaanu Teri saari saazishein Poori na hongi hongi Teri farmishein, wallah

Teri hasratein, wallah Teri harkatein, wallah Teri fitratein, wallah Wallah, wallah, wallah

Oh unchi sandal wali Taali pe maar taali Oh unchi sandal wali Taali pe maar taali

Haan gundon se chhudaya hai Maine tujhe bachaya hai Haan poochh le saamne janta hai

Ek chumma, ek chumma Ek chumma to banta hai Ek chumma, ek chumma Ek chumma to banta hai