Mere Humraahi Mere Pyaar Song Lyrics - Hifazat (1973) Lyrics

Mere Humraahi Mere Pyaar lyrics : Mere Humraahi Mere Pyaar Song from Hifazat (1973) Lyrics is sung by asha bhosle and composed by r d burman,

Ha aa aa aa zu zu zu zu……. Mere humraahi mere pyaar, roti hai tum bin yeh bahaar Abb toh aa jaao sanam, rahi main kabse tumako pukaar Haathon mein leke piya haath aise na chhodo mera saath – (2) Mere humraahi mere pyaar, roti hai tum bin yeh bahaar

Jo sang aa sake na aaja kadam mila sake na tum Yeh toh bura huwa ji Aayi nahi abhi manjil, bachaate ho abhi se dil Tumako yeh kya huwa ji (Kya pyaar tera yahi tha sanam Haay allaah ikraar tera yahi tha sanam) – (2) La la la mere humraahi mere pyaar, roti hai tum bin yeh bahaar

Jaane jahaan juda hoke chale kahaan khafa hoke Saiyaan hasi hasi mein Kaahe ko dil jalaate ho, kaahe ko muh fulaate ho Jaraasi dillagi mein (Jaane na dungi tumhaari kasam, haay allaah Jaan de dungi tumhaari kasam) – (2) La la la mere humraahi mere pyaar, roti hai tum bin yeh bahaar Abb toh aa jaao sanam, rahi main kabse tumako pukaar Haathon mein leke piya haath aise na chhodo mera saath – (2)