Aaja aaja jaana – 4 Teri chaahat ka samandar hai mere dil ke andar – 2 Tujhe karna hai deewaana, (aaja aaja jaana – 3)
(Lamhe mile hai iss kadar mujhe tere pyaar ke Kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke) – 2 Pa liya hai tujhe dil ko haar ke Dil ko jala na – 2, aaja aaja jaana
(Yuun hi teri baat ho sada, aur tera saath ho Chhaaya rahe ishq ka nasha, haathon mein haath ho) – 2 Yuun hi din katein, yuun hi raat ho Mile koi nazraana, le le dil nazraana Aaja aaja jaana – 2 Teri chaahat ka samandar hai mere dil ke andar Tujhe karna hai deewaana, (aaja aaja jaana – 3)
| Movie / Album | Hemachandra - The Debut Album Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Hemachandra |