Na jaao saiyaan riske – (2) Haay haay jiyara mora sisake Gehu jaise mori jawaani -2 aata hoy pis pisake Na jaao saiyaan riske, haay haay jiyara mora sisake
Raam kasam tu harjaayi hai harjaayi hai Raam kasam tu harjaayi hai, phir bhi mujhako bhaaye Oy oy phir bhi mujhako bhaaye Koy 360 chhokare mujhpar aankh lagaaye haay haay Kitane marr gaye kitane ghaayal naam ginu kis kisake Na jaao saiyaan riske, haay haay jiyara mora sisake Ho hoy Haay haay haay haay
Mauka bhi hai dulhan bhi hai, dulhan bhi hai Mauka bhi hai dulhan bhi hai, (ik pandit bulawa le -2) Chat mangani pat byaah karaake doli ko sej bana le haay Kaantu saari umar tere ghar main bartan ghis ghisake Na jaao saiyaan riske, haay haay jiyara mora sisake Gehu jaise mori jawaani -2 aata hoy pis pisake Na jaao saiyaan riske, haay haay jiyara mora sisake
| Movie / Album | Heera Aur Patthar (1977) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Maya Govind |
| Singer's | Asha Bhosle |
| Music Director | Kalyanji-Anandji |