Na Jaao Saiyaan Riske Song Lyrics - Heera Aur Patthar (1977) Lyrics

Na Jaao Saiyaan Riske Lyrics: Song from Heera Aur Patthar (1977) Lyrics movie sung by asha bhosle, written by maya govind, song is composed by kalyanji-anandji.

Na jaao saiyaan riske – (2) Haay haay jiyara mora sisake Gehu jaise mori jawaani -2 aata hoy pis pisake Na jaao saiyaan riske, haay haay jiyara mora sisake

Raam kasam tu harjaayi hai harjaayi hai Raam kasam tu harjaayi hai, phir bhi mujhako bhaaye Oy oy phir bhi mujhako bhaaye Koy 360 chhokare mujhpar aankh lagaaye haay haay Kitane marr gaye kitane ghaayal naam ginu kis kisake Na jaao saiyaan riske, haay haay jiyara mora sisake Ho hoy Haay haay haay haay

Mauka bhi hai dulhan bhi hai, dulhan bhi hai Mauka bhi hai dulhan bhi hai, (ik pandit bulawa le -2) Chat mangani pat byaah karaake doli ko sej bana le haay Kaantu saari umar tere ghar main bartan ghis ghisake Na jaao saiyaan riske, haay haay jiyara mora sisake Gehu jaise mori jawaani -2 aata hoy pis pisake Na jaao saiyaan riske, haay haay jiyara mora sisake