(Bori wali me batting ka adda Kandi wali me dance baar Police choki me ana jana Badnam hai uska ghar baar) – (3) Kon hai kon hai kon hai wo yar Boxer bhai apna boxer bhai – 2 Bori wali me batting ka adda Kadi waili me dance baar Police choki me ana jana Badnam hai uska ghar baar
Sab sunte wo bolta Bado bado ki pol kholta Are kya bolta Sab sun ke wo bolta Bado bado ki pol kholta Kisi se darta warta nahi Khel ke jaisi chal chalta Wo mumbai me hai hatke Shanpat kiya to deta fatke Kon hai kon hai kon hai wo yar Boxer bhai apna boxer bhai – 2
Garib se panga nahi Khali fukat ka danga nahi Abe samja kya samja kya samja Garib se panga nahi Khali fukat ka danga nahi Aj hi mai aya hu ulta sidha dhandha nahi Ek jagah baithe baithe dunia bhar me bheja bajke Kon hai kon hai kon hai bata na yar Boxer bhai tumhara boxer bhai kya samjha Boxer bhai tumhara boxer bhai – 3 (Bori wali me batting ka adda Kandi wali me dance baar Police choki me ana jana Badnam hai jiska ghar baar) – (2) Kon hai kon hai kon hai wo yar Boxer bhai apna boxer bhai – 4
| Movie / Album | Hathyar Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Nitin Raikwar |
| Singer's | Nitin Raikwar, Sudesh Bhonsle, Vinod Rathod |
| Music Director | Anand Raj Anand |
Lyricist : Praveen Bhardwaj
Singer : Asha Bhosle, Mohammad Salamat
Lyricist : Nitin Raikwar
Singer : Nitin Raikwar, Sudesh Bhonsle, Vinod Rathod
Lyricist : Praveen Bhardwaj
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan