Yu Hua Ke Hame Kuch Hua Song Lyrics - Haseena Maan Jaayegi (1998) Lyrics

Following is the lyrics of 'Yu Hua Ke Hame Kuch Hua ' song from the bollywood movie 'Haseena Maan Jaayegi (1998) Lyrics', the lyrics are written by sameer, in the voice of singer alka yagnik, sonu nigam

Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya Yu hua ke hame tum mile Yu hua ke hame kuch hua Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya Yu hua ke hame tum dikhe Yu hua ke hame kuch hua Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya Yu hua ke hame tum mile

Yu hua ek din rah me Yu hua yuhi takra gaye Yu hua hamko aayi hasi Yu hua tum bhi sharma gaye Yu hua ke nigahe mili Yu hua dil dhadkane laga Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya Yu hua ke hame tum mile

Yu hua tum chale to gaye Yu hua ham wahi rah gaye Yu hua tumne kuch na kaha Yu hua fir bhi sab kah gaye Yu hua yad aane lage Yu hua nind udne lagi Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya Yu hua ke hame tum dikhe

Yu hua bekrari badhi Yu hua ham dobara mile Yu hua hum karib aa gaye Yu hua chal pade silsile Yu hua ke shama ab naya Yu hua ke najar jhuk gayi Kya hua kuch pata na chala Kahi pyar to nahi ho gaya