Mai Yeh Sochkar Usake Dar Se Utha Tha Song Lyrics - Haqeeqat Lyrics

Mai Yeh Sochkar Usake Dar Se Utha Tha Lyrics: Song from Haqeeqat Lyrics movie sung by mohammad rafi, written by kaifi azmi, song is composed by madan mohan.

Un un un un un un………

Mai yeh sochkar usake dar se utha tha Ke woh rok legee mana legee mujhko

Havao me lahrata aata tha daman Ke daman pakadkar bitha legee mujhko

Kadam aise andaj se uth rahe the Ke aavaj dekar bula legee mujhko

Magar usane roka, naa usane manaya Naa daman hee pakada, naa mujhko bithaya Naa aavaj hee di, naa vapas bulaya Mai aahista aahista badhta hee aaya Yahan tak ke us se juda ho gaya mai – (2) Juda ho gaya mai – (4)