Is Pal Ki Soch Song Lyrics - Halla Bol Lyrics

Is Pal Ki Soch Lyrics : Is Pal Ki Soch Song from the film Halla Bol Lyrics is sung by harshdeep kaur and composed by sukhwinder singh. ,

Na gujre huye pal ki baat kar – 2, na aanewaale kal ki soch Bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch – 3)

Jo paana hia woh paana hai, jo khona hai woh khona hai – 2 Jo hona hai woh hona hai, phir kis baat ka rona hai Na gujre huye pal ki baat kar, na aanewaale kal ki soch Bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch – 3)

Jo aana hai woh aayega, jo jaana hai woh jaayega – 2 Lamha jhonka hawa ka hai, koi ise rok na paayega Na gujre huye pal ki baat kar, na aanewaale kal ki soch Bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch – 3)