Aye subah tu ja falak se Laut ja jara Raat tham ke kar rahi hai Humse maswara

Baadalon se kehdo jaa ke Main fana hua Bin bataaye, Bin rijhaaye Bas tera hua
Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sada Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sada

Aye sikayat ab jarurat, Na rahi teri Aye nasihat phir milenge, Hai dua meri
Ab fasaana, Ab thikaana Tu mera hua Zindagi ka har bahaana Tu mera hua
Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sada Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sada
Mehfooz hai meri baahon mein Ab se tu sada Main chal padun teri raahon mein Ab se yun sada
| Movie / Album | Hacked |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Arko |
| Singer's | Arko |
| Music Director | Arko |
| Label | Zee Music Company |
| Year | 2020 |
| Starring | Hina Khan, Rohan Shah |