–female– Teri aankhon ka andaaz kehta hai Tu pyaar mujhse hi karta hai
–male– Teri baaton ka andaaz kehta hai
–female– Kya?
–male– Tu yaar mujhpe hi marti hai
–female– Teri aankhon ka andaaz kehta hai Tu pyaar mujhse hi karta hai
–male– Teri baaton ka andaaz kehta hai Tu yaar mujhpe hi marti hai Tere paas main aaoon, tujhe pyaar sikhaaoon Tujhpe jaan lutaaoon jaane jaana
–female– Mera dil dhadkaaya, mujhe ishq sikhaaya Mujhe apna banaaya tu deewana
–male– Vaada kiya hai, kasam humne li hai Na hum honge milke judaa Teri aankhon ka andaaz kehta hai Tu pyaar mujhse hi karti hai
–female– Teri baaton ka andaaz kehta hai Tu yaar mujhpe hi marta hai Naya silsila hai, nayi dosti hai
–male– Naya dilruba hai, nayi dillagi hai
–both– Khule aasmaanon ke neeche mile hain Mohabbat mein do dil jawaan
–female– Teri saanson ka har saaz kehta hai Tu pyaar mujhse hi karta hai
–male– Uff, bahekne ka andaaz kehta hai Tu yaar mujhpe hi marti hai Na main hosh mein hoon, na tujhko khabar hai
–female– Ho, meri chaahaton ka yeh tujhpe asar hai
–both– Chalo ek duje mein aise samaaye Ke dekhe na humko jahaan
–female– Tere khwaabon ka har raaz kehta hai Tu pyaar mujhse hi karta hai
–male– Haai, lipatne ka andaaz kehta hai Tu yaar mujhpe hi marti hai Tere paas main aaoon, tujhe pyaar sikhaaoon Tujhpe jaan lutaaoon jaane jaana
–female– O mera dil dhadkaaya, mujhe ishq sikhaaya Mujhe apna banaaya tu deewana Vaada kiya hai, kasam humne li hai Na hum honge milke judaa
–male– Teri aankhon ka andaaz kehta hai Tu pyaar mujhse hi karti hai
–female– Haan teri baaton ka andaaz kehta hai Tu yaar mujhpe hi marta hai
| Movie / Album | Haan Maine Bhi Pyaar Kiya |
| Language | Hindi |
| Singer's | Alka Yagnik, Udit Narayan |
Lyricist : Sameer
Singer : Kumar Sanu, Sarika Kapoor
Lyricist : Sameer
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist : Sameer
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu