Hum Yaar Hain Tumhare Song Lyrics - Haan Maine Bhi Pyaar Kiya

Hum Yaar Hain Tumhare Lyrics from Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Lyrics (hindi) sung by alka yagnik, udit narayan. This song is composed by nadeem saifi, shravan rathod with lyrics penned by sameer. Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Lyrics (hindi) film stars ,the songs were released in .

(Hum yaar hai tumhare dildaar hai tumhare Hum se mila karo hum se mila karo) – 3 Koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho Hum se gila karo hum se gila karo Jaan maine bhi pyaar kiya hai Haan maine bhi pyaar kiya hai Hum yaar hai tumhare dildaar hai tumhare Hum se mila karo hum se mila karo Koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho Hum se gila karo hum se gila karo Jaan maine bhi pyaar kiya hai Haan maine bhi pyaar kiya hai Hum yaar hai tumhare dildaar hai tumhare Hum se mila karo hum se mila karo

Zulfon ko girake palkon ko jhukana Sikha hai kahan se yeh jadoo chalana Aata hai tumhe to yun baate banana Jaaoji hato bhi chhodo yun sataana Cha rahi hai khumari bad rahi bekaraari Yun na hasa karo yun na hasa karo Koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho Hum se gila karo oh hum se gila karo

(Deewano ke jaise karte ho shararat Humko to pata hai tere dil ki haqeeqat) – 2 Samjho na zara tum mausam ka ishaara Aise to akele na hoga guzara Aise aahen bharo na mastiyaan yun karo na Zid na kiya karo zid na kiya karo Koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho (Hum se mila karo hum se mila karo Hum yaar hai tumhare dildaar hai tumhare) – 2 Hum se mila karo hum se mila karo Koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho Hum se gila karo hum se gila karo Haan maine bhi pyaar kiya hai