Ek Chand Badalon Mein Song Lyrics - Guardians

Ek Chand Badalon Mein Song Lyrics from Guardians (Hindi) (2014) Ek Chand Badalon Mein Song Lyrics sung by Sumedha Karmahe, Udit Narayan.This song is composed by Dr. V.P. Singh with lyrics penned by Dr. V.P. Singh. Guardians (Hindi) (2014) movie stars Dr. Vinod Singh, Tanveer Zaidi and the songs were released in 2014.

Ek chand badalon mein Chhupa chhupa ke dekhta hai Ek chand badalon mein Chhupa chhupa ke dekhta hai Mera chaand kitana sundar Mera chaand kitana sundar Aur kaisa dilruba hai

Mera pyaar hai zameen par Insaan yaa devta hain Mera pyaar hai zameen par Insaan yaa devta hain Us ko samaj na paaun Us ko samaj na paaun Sab se juda juda hai

Alhan hai naazani hai Hai pyaar se bhi pyaari Aye alhan hai naazani hai Hai pyaar se bhi pyaari Samja sakoon na dil ko Samja sakoon na dil ko Janmo se ye fidda hai Mera pyaar hai zameen par Insaan yaa devta hain Ek chand badalon mein Chhupa chhupa ke dekhta hai

Hum saath hi jeeyenge Hum saath hi marenge Hum saath hi jeeyenge Hum saath hi marenge Waada raha humara Waada raha humara Humne yahin adda hai Ek chand badalon mein Chhupa chhupa ke dekhta hai Mera pyaar hai zameen par Insaan yaa devta hai

Aisi huyi deewani Kuchh hosh na pata hai Ho aisi huyi deewani Kuchh hosh na pata hai So so janam ka apna So so janam ka apna Ye saath khuda hai Ek chand badalon mein Chhupa chhupa ke dekhta hai Mera pyaar hai zameen par Insaan yaa devta hai.