Shyam Teree Bansee Pukare Radha Nam Song Lyrics - Geet Gaata Chal Lyrics

Geet Gaata Chal Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by ravindra jain. . The song lyrics of Shyam Teree Bansee Pukare Radha Nam are below

Shyam teree bansee pukare radha nam Log karen mira ko yunhee badnam

Sanwre kee bansee ko bajne se kam Radha kaa bhee shyam woh toh mira kaa bhee shyam

Jamuna kee lehren bansibat kee chhaiya Kiska nahee hai kaho krishan kanhaiya Shyam kaa divana toh sara brij dham Log karen mira ko yunhee badnam……

Kaun jane bansuriya kisko bulaye Jiske man bhaye woh usi ke gun gaye Kaun nahee bansee kee dhun kaa gulam Radha kaa bhee shyam woh toh mira kaa bhee shyam…..