Ajib Saneha Mujhpar Gujar Gaya Yaro Song Lyrics - Gaman Lyrics

Ajib Saneha Mujhpar Gujar Gaya Yaro Lyrics: Song from Gaman Lyrics movie sung by hariharan, written by shahryar, song is composed by jaidev verma.

Ajib saneha mujhpar gujar gaya yaro Mai apne saye se kal rat dar gaya yaro

Har ek naksh tamanna kaa ho gaya dhundhala Har ek jakm mere dil kaa bhar gaya yaro

Bhatak rahee thee jo kashtee woh gakre ab huyee Chadha huwa tha jo dariya utar gaya yaro

Woh kaun tha woh kaha kaa tha kya huwa tha use Suna hai aaj koyee shaks mar gaya yaro