Khaamosh Hum Rah Na Sake, Bole Toh Roke Sharam Song Lyrics - Fusion (Kumar Sanu) Lyrics

Following is the lyrics of 'Khaamosh Hum Rah Na Sake, Bole Toh Roke Sharam ' song from the hindi movie 'Fusion (Kumar Sanu) Lyrics', in the voice of singer kumar sanu

((mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum Ke aab dur jaana hai mushkil sanam) – (2) Nigaahon mein bas tum hi tum bas gaye ho Tumhe bhul paana hai mushkil sanam) – (2) Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum Ke aab dur jaana hai mushkil sanam

Tumhaari khushi mein hamaari khushi hai Hamein aap se iss kadar aahiqi hai Tumhaare liye hum dil-o-jaan luta de Agar tum kaho yeh bhi karake dikhaade Kareeb aur aao, gale se lagaao Khudaara laro abb toh najare karam Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum Ke aab dur jaana hai mushkil sanam

Duwaao mein jab haath hamane uthaaya Tumhe hamane maanga tumhe hamane paaya Kare kis tarah shukriya hum khuda ka Diya jisane tofa hamein dilruba ka Tumhaari waffo ko sajada karenge Yeh waada hai tumse tumhaari kasam Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum Ke aab dur jaana hai mushkil sanam Nigaahon mein bas tum hi tum bas gaye ho Tumhe bhul paana hai mushkil sanam (Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum Ke aab dur jaana hai mushkil sanam) – (2)