Dil ki baat bata jaau – (4) Shaam sawere pyaar mein tere -2, bas yahi gaata jaau Dil ki baat bata jaau – (4)
Main toh tera hoon deewaana, duniya se begaana – (2) Kaisa hoon main aashiq tera, tune na pehchaana Chain milega dil ko mere -2, pyaar jo tera main paau Dil ki baat bata jaau – (4)
Dil mein teri yaad basi hai, aankhon mein chehara hai – (2) Hairat mein hoon sochake main toh, pyaar pe kyun pehara hai Todke abb toh saari deewaare -2, teri baahon mein aau Dil ki baat bata jaau – (8)
| Movie / Album | Fusion (Kumar Sanu) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Kumar Sanu |