Fraud Saiyaan Song Lyrics - Fraud Saiyaan

Fraud Saiyaan Song Lyrics from Fraud Saiyaan (Hindi) (2019) Fraud Saiyaan Song Lyrics sung by Shadab Faridi.This song is composed by Sohail Sen with lyrics penned by Kumaar Fraud Saiyaan (Hindi) (2019) movie stars Arshad Warsi,Sara Loren and the songs were released in 2019.

O bachana haseeno Banda ye shauqeen hai Dil vil ki dealing karna Iski toh routine hai Beautiful chhoriya pataye Apni love storiya sunaye Pakad ke jakad ke Ye maldar bainya Fraud saiyaan, fraud saiyaan Fraud saiyaan Fraud saiyaan, fraud saiyaan Fraud saiyaan Thug lega dil by god saiyaan Fraud saiyaan, fraud saiyaan Fraud saiyaan

Dil iska naughty hai Niyat bhi khoti hai Karta hai baimaniya Ye bada liar hai energy higher hai Crazy hai shaitaniya Ishq kare ye limit tod ke Ho ishq kare yeh limit tod ke Chhori badle ye har mod pe Nadiya mein kanta dubaye Brand new machli fasaye Time pass karke mitaye tanhaiya Fraud saiyaan, fraud saiyaan Fraud saiyaan Fraud saiyaan, fraud saiyaan Fraud saiyaan Thug lega dil by god saiyaan Fraud saiyaan, fraud saiyaan Fraud saiyaan.