Kushiyon Ke Zamaane Aaye Dil Pyaar Ke Gaane Gaaye Song Lyrics - Farmaaish Lyrics

Kushiyon ke zamaane aaye dil pyaar ke gaane gaaye Maine jabase nain lagaaye haay

Dhire-dhire teraa-mera meraa-tera pyaar huwa Nainon ke bhaag jaage tera didaar huwa Honthon par taraane aaye Dil pyaar ke gaane

Is dil ko dil mein le le le le phir jag jaayein pyaar ke mele mele Ho mere dil mein sama ja piya dil mein sama ja tuu aaja Ab kaahe ko der lagaaye Dil pyaar ke gaane

Chori-chori tuune mere dil ko churaaye liya Joraa-jori tuune mohe apana banaaye liya Tuune sapane mere sajaaye Dil pyaar ke gaane