Bala ka husn gajab ka, shabaab neend mein hai – (2) Hai jism jaise gulista, gulaab neend mein hai
Use jaraasa bhi padh lo toh shaayari aa jaaye – (2) Abhi ghajhal ki mukkamal kitaab neend mein hai – (2)
Machal rahi hai mere dil mein did ki hasrat – (2) Woh daale chehare pe neela nakaab neend mein hain – (2)
Woh inkalaab uthaata hai leke angadaayi – (2) Sawaal jaaga huwa hai jawaab neend mein hai – (2)
Movie / Album | Ek Vivaah... Aisa Bhi Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Ravindra Jain |
Singer's | Shaan |
Music Director | Ravindra Jain |
Lyricist : Ravindra Jain
Singer : Farid Sabri, Pamela Jain, Satish Dehra, Shaan
Lyricist : Ravindra Jain
Singer : Shaan, Shreya Ghoshal, Suresh Wadkar
Lyricist : Ravindra Jain
Singer : Shaan, Shreya Ghoshal, Suresh Wadkar