Ab Mujhe Raat Din Song Lyrics - Deewana

Ab Mujhe Raat Din song lyrics from Deewana.Ab Mujhe Raat Din sung by Sonu Nigam.This song is composed by Sajid Wajid. with lyrics penned by Faaiz Anwaar.

Hey zu Hmm Hmm Hmm Hmm Hey hey hey hey hey hey Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain Ho ho aa ha ha ha la la la la la la Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Tum ko dekhe beena chain milta nahi Dil pe ab to koi zor chalta nahi Jaadu hain kaisa dil ki lagi mein Dub gaya hu is bekhudi mein

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman Had se badhne laga mera deewanapan Dil mein basa lu apna bana lu Ya phir nazar mein tumko chupa lu Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain Ho ho aa ha ha ha la la la la la la Ho ho aa ha ha ha la la la la la la