Tera Kisi Se Pyar Tha Song Lyrics - Dada (1949) Lyrics

Dada (1949) Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by shakat ali dehlavi. . The song lyrics of Tera Kisi Se Pyar Tha are below

(Tera kisi se pyar tha Tu wo zamana bhul ja) – (2)

(Guzri hui yeh baat hai Ab yeh fasana bhul ja) – (2) Tera kisi se pyar tha Tu wo zamana bhul ja

Milke jo tu bichhad gaya – 2 Dil ka chaman ujad gaya – 2 (Ruthi huyi bahar ka Laut ke aana bhul ja) – (2) Roti huyi jawaniya – 2 Kahti hai ye kahaniya – 2 9jalna tha dil ka aashiya Ab bujhana bhul ja) – (2)

Badle me tere pyar ke Gham ko gale laga liya Gham ko gale laga ke – 2 Tu aasu bahana bhul ja Gham ko gale laga ke Tu aasu bahana bhul ja Tera kisi se pyar tha Tu wo zamana bhul ja