dil insaf ka ek tarazu ye insaf ko tole apni jagah par pyar hai kayam dharti ambar dole sabse bada sach ek jagat me bhed anek jo khole tere bina jeewan suna ye bat ye premi bole
[ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o balam harjai ke aaja teri yaad aayi] (x4)
jaalim kitni der laga di jaalim kitni der laga di tumne aate aate ab aaye ho ab na aate to hum jaan se jaate dil deewana deewane ko kaise samjhate kahte ram-duhai ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi
fursat bhi hai mausam bhi hai fursat bhi hai mausam bhi hai man hai rang raliyo me chup gayi hai tu khushbu banke shayad in kaliyo me maine tumko kitna dhuda awara galiyon me ye awaz lagayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi
mast hawa ne baat koi mast hawa ne baat koi aise kah di kano me jaise koi madira bhar de khali paimano me tadpaya aaj machalke dil ke armano ne rut ne li angdayi
ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o balam harjai ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi
Movie / Album | Charas |
Language | Hindi |
Lyricist | Anand Bakshi |
Singer's | Anand Bakshi, Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi |
Music Director | Laxmikant Pyarelal |
Label | Gaane Sune Ansune |
Year | 1976 |
Starring | Dharmendra, Hema Malini |
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Anand Bakshi, Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi