Pyar Kaa Anjam Kisne Socha Song Lyrics - Bewafaa Lyrics

Pyar Kaa Anjam Kisne Socha Lyrics from Bewafaa Lyrics (hindi) sung by alka yagnik, kumar sanu, sapna mukherjee. This song is composed by nadeem-shravan with lyrics penned by sameer. Bewafaa Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Pyar Kaa Anjam Kisne Socha Lyrics from Bewafaa Lyrics: alka yagnik, kumar sanu, sapna mukherjee sings this hindi song for Bewafaa Lyrics film with music by nadeem-shravan

Pyar kaa anjam kisne socha, ham toh mohabbat kiye ja rahe hain – (2) Divani ham toh unke sanam, bas unka nam liye ja rahe hain

Ishk hamesha hamesha rahega -2, yeh wada ham toh kiye ja rahe hain

Pyar kaa anjam kisne socha, ham toh mohabbat kiye ja rahe hain Divani ham toh unke sanam, bas unka nam liye ja rahe hain

Pyase dilo ke najro kaa mausam, aaya hai dekho baharo kaa mausam Inn baho me jina hai humko, jan se jyada chahe sanam ko Abb jindagee hai tumhari tamanna -2, sab kuchh tumhi ko diye ja rahe hain Pyar kaa anjam kisne socha, ham toh mohabbat kiye ja rahe hain

Charon taraf hain khushiyo ke mele, unn ke bina ham akele akele Bechaini hai dil me jigar me, aane wala hai mehman ghar me Ham toh unhi ke divangi me -2, madhosh hoke jiye ja rahe hain Divani ham toh unke sanam, bas unka nam liye ja rahe hain

Jab tak phulo me khushbu rahegi, mehki hawa bhee fija me bahegi Jab tak yeh aalam guljar hoga, dil me humare teraa pyar hoga Koyee naa janey ham woh hai aasheek -2, chahat kee shabnam piye ja rahe hain

Pyar kaa anjam kisne socha, ham toh mohabbat kiye ja rahe hain Divani ham toh unke sanam, bas unka nam liye ja rahe hain

Ishk hamesha hamesha rahega -2, yeh wada ham toh kiye ja rahe hain

Pyar kaa anjam kisne socha, ham toh mohabbat kiye ja rahe hain