Aazaadiyan Song Lyrics - Begum Jaan

Aazaadiyan songs lyrics from Begum Jaan : Aazaadiyan sung by Sonu Nigam, Rahat Fateh Ali Khan .This song is composed by Anu Malik and lyrics penned by Kausar Munir

Aah nikli hai yahan Aah nikli hai wahan Wah ri wah ye aazaadiyan (x2)

Teri yeh ataari Teri yeh zameene Teri yeh katari Teri yeh lakeere

Ghar mera hai kaha bas yeh bata

Ho.. Aah nikli hai yahaan Aah nikli hai wahaan Wah ri wah ye azadiyan

Aazaadiyan ho aazaadiyan Ho aazadiyan azaadiyan

Aazaadiyan ho aazaadiyan Ho aazadiyan azaadiyan