Kuchh Aisa Jahan Ham Banaye Song Lyrics - Bas Itna Sa Khwab Hai Lyrics

Kuchh Aisa Jahan Ham Banaye Lyrics from Bas Itna Sa Khwab Hai Lyrics (bollywood) sung by alka yagnik, shaan. This song is composed by aadesh shrivastava with lyrics penned by goldie behl. Bas Itna Sa Khwab Hai Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Kuchh Aisa Jahan Ham Banaye Lyrics from Bas Itna Sa Khwab Hai Lyrics: alka yagnik, shaan sings this bollywood song for Bas Itna Sa Khwab Hai Lyrics film with music by aadesh shrivastava

(Kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara -2 Pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal Pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho) – (2) Hmm… pehlee kalee ne pehlee ghata se, kya kaha hai sun jara Barish kee pehlee bunde tum, suraj kee pehlee kirne tum Aur meraa pehla pehla pyar tum Naa naa naa naa naa….. la la la la………. La la la la la………… (Kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara -2 Pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal Pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho

Eh hey hey eh……. Mm… pehlee tamanna, pehlee woh khwayish, too hee too hai jan meree Pyar kaa pehla wada tum, aankho kaa pehla sapna tum Aur khushee kaa pehla pehla aansu tum Naa naa naa naa……… hey hey eh hey…… aa aa ha…….. Kuchh aisa jahan ham banaye, jaha pehla ho har woh najara – (2) Pehla sawan kaa badal, pehla lehrata aanchal Pehla bhawra woh pagal, jaha pehla pyar ho