Aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gayi Bhole sanam ke dhoke se dil pe waar kar gayi Jabse apni deke gayi naram chhuan tu
Udan choo hua hua mera chain udan choo Udan choo rahe neendein saari rain udan choo (x2)
Ishq mein ek tarfa jo udhar kar gayi Tha main bada hi kaam ka bekaar kar gayi Apni dhun mein karke gayi mast magan tu
Udan choo hua hua mera chain udan choo Udan choo rahe neendein saari rain udan choo
Dil hua malang hai mera Chadha jo rang hai tera Deewana dang hai tera Kya Khuda ne fursat mein Banaya ang hai tera Deewana dang hai tera
De milan ka mauka dena Yoon sajna ko dhoka de na
Thode se din jo sath mein Guzaar kar gayi Mere nayan ke sapne Beshumaar kar gayi
Dheemi si jalti chhod gayi Aisi agan tu..
Udan choo hua hua mera chain udan choo Udan choo rahe neendein saari rain udan choo
Aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gayi
Udan choo hua hua mera chain udan choo
Movie / Album | Banjo |
Language | Hindi |
Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
Singer's | Hriday Ghatani |
Music Director | Vishal-Shekhar |
Label | Eros Now |
Year | 2016 |
Starring | Nargis Fakhri, Riteish Deshmukh |
Lyricist : Amitabh Bhattacharya
Singer : Nakash Aziz, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
Lyricist : Amitabh Bhattacharya
Singer : Nakash Aziz, Vishal Dadlani