Yeh Mausam Bhi Gaya, Woh Mausam Bhi Gaya Song Lyrics - Balmaa Lyrics

Yeh Mausam Bhi Gaya, Woh Mausam Bhi Gaya Lyrics from Balmaa Lyrics (bollywood) sung by alka yagnik, kumar sanu. This song is . Balmaa Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Yeh Mausam Bhi Gaya, Woh Mausam Bhi Gaya Lyrics from Balmaa Lyrics: alka yagnik, kumar sanu sings this bollywood song for Balmaa Lyrics film with music by

(Yeh mausam bhi gaya, woh mausam bhi gaya – 2 Abb toh kaho mere sanam phir kab miloge – 2 Milenge jab ha ha ha barish hogi – 2) – (2)

Bin tere kahi kate naa yeh pal, yeh din yeh rat mere balama Abb dhundhe yaha hamesha, tujhe meree najar meree dilruba Hongi bhala kaise khatm teree meree yeh duriya Yeh mausam bhi gaya, woh mausam bhi gaya – (2) Abb toh kaho mere sanam phir kab miloge Milenge jab ha ha ha barish hogi

Kyon banaye bhala bahane laga mujhe gale, naa aise sata Mai mita du teree bechaini, mere hasin sanam jara pas aa Mil ke bhala milane ki abb kaisi hai yeh majaburiya Yeh mausam bhi gaya, woh mausam bhi gaya – (2) Abb toh kaho mere sanam phir kab miloge – (2) Milenge jab ha ha ha barish hogi – (4)