Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare Song Lyrics - Balmaa Lyrics

Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare Lyrics from Balmaa Lyrics (hindi) sung by asha bhosle, kumar sanu. This song is . Balmaa Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare Lyrics from Balmaa Lyrics: asha bhosle, kumar sanu sings this hindi song for Balmaa Lyrics film with music by

Balma – (12) Bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare – (2) Teree aankho se nindiya churaunga, tere hontho se laali udaunga Bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare Tujhe sanso me apni basaungi, tujhe apni najar me chhupaungi Bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare

Aankhe bichhaye baithi thi dilbar ki chah me Kab se khadi thi mai yaha chahat ki rah me Tune jo di saja toh mai tere pas aa gaya Dooniya bhulake mai sanam tujhme sama gaya Diwani ho gayi thi mai tere pyar me Bechain ho rahi thi mai (tere intjar me -3) Bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare Teree aankho se nindiya churaunga, tere hontho se laali udaunga Balma – (12)

Aa ja karib aa mere tujhko karar du Baho me teree pyar ke lamhe gujar du Hai aarju yahi meree tere samane rahu Kehani hai jitni bat mai tujhse woh sab kahu Mere sath hai too sathiya har ik hal me Khoya rahu hamesha mai (tere khayal me -3) Bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare Teree aankho se nindiya churaunga, tere hontho se laali udaunga Tujhe sanso me apni basaungi, tujhe apni najar me chhupaungi Bansuriya abb yeh hi pukare, aa balma nadiya ke kinare – (4)