Nagan Sa Roop Hai Tera Song Lyrics - Baghavat

Nagan Sa Roop Hai Tera Song Lyrics from Sachaai (Hindi) (1982) Nagan Sa Roop Hai Tera Song Lyrics sung by Mohammed Rafi.This song is composed by Laxmikant, Pyarelal with lyrics penned by Anand Bakshi. Sachaai (Hindi) (1982) movie stars Dharmendra, Hema Malini and the songs were released in 1982.

Pani mein aag dekho Kaise laga rahi hai Gora badan chupa ke Gori naha rahi hai Aaksh ki pari hai ya Koi aur hai tu Ladki nahi hai jalim Resham ki dor hai tu

Nagin sa roop hai tera Main banke prem sapera Le jaunga tujhko Duniya dekhegi dekhegi Nagin sa roop hai tera Main banke prem sapera Le jaunga tujhko Duniya dekhegi Ho le jaunga tujhko Duniya dekhegi

Tu pahre lakh bithale Tu parde lakh girale Ha pahre lakh bithale Tu parde lakh girale Mahlo pe na itrana Us dil ko na thukrana Ye dil kya mahal se kam hai Jisme hai tera basera Nagin sa roop hai tera Main banke prem sapera Le jaunga tujhko Dunia dekhegi

Jo pyar kiya karte hai Marne se kab darte hai Jo pyar kiya karte hai Marne se kab darte hai Tu apna mukh dikhla de To kitne chand uda de Tu zulfo ko bikhrade To karde ghor andhera Nagin sa roop hai tera Mai banke prem sapera Le jaunga tujhko Duniya dekhegi

Agar aaj nahi kal hoga Kuch sart laga chal hoga Agar aaj nahi kal hoga Kuch sart laga chal hoga Jagega been ka jadu Chham chham chham nachegi tu Haske tere hotho se Peelunga jahar mai tera Nagin sa roop hai tera Mai banke prem sapera Le jaunga tujhko Duniya dekhegi Ho le jaunga tujhko Duniya dekhegi Le jaunga tujhko Duniya dekhegi.