Huve majbur ham aur dil mohabbat karke pachhataya Khushi ko lutkar meree batao tumane kya paya
Kisi ke dil me rehna tha -2, toh mere dil me kyon aaye Basayi thi koyi mehfil -2, toh iss mehfil me kyon aaye Kisi ke dil me……………..
Meraa dil le ke mere pyar ko thukra diya tumne Sahara deke aankhe pher li yeh kya kiya tumne Kisi ke dil me……………..
Khabar kya thi ke armano pe tum bijli gira doge Meree hansti huyi aankho ko rona bhi tum sikha doge Kisi ke dil me……………..
Tumhare git mai gati thi hardam ho ke diwani Mere dil ki magar aawaz tumne naa pehachani Kisi ke dil me…………….. Basayi thi koyi mehfil………….
Movie / Album | Babul |
Language | Hindi |
Lyricist | Shakeel Badayuni |
Singer's | Lata Mangeshkar, Shamshad Begum |
Music Director | Naushad |
Label | Saregama |
Year | 1950 |
Starring | Dilip Kumar, Nargis |
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Mohammad Rafi, Shamshad Begum, Talat Mahmood
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Shamshad Begum, Talat Mahmood
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Shamshad Begum
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Mohammad Rafi, Shamshad Begum, Talat Mahmood
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Shamshad Begum
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Mohammad Rafi, Talat Mahmood