Jamane me khushi ke sath, lakho gam bhi hote hain Jahan shehnayi bajti hain, wahan matam bhi hote hain
Meraa jivan sathi bichhad gaya, (lo khatam kahani ho gayi -2)
Kismat ne kiye jo dil pe sitam, do chahnewale mil naa sake – (2) Kehne ko bahar aayi thi magar, do phul khushi ke khil naa sake Armano kaa gulshan ujad gaya Barbaad jawani ho gayi, lo khatam kahani ho gayi
Dil deke yahan sab har gaye, duniya me hamari jit kahan – (2) Hotho pe hain shikwe kismat ke, woh pyar bhare abb git kahan Jab khel he dil kaa bigad gaya Har bat purani ho gayi, lo khatam kahani ho gayi
Movie / Album | Babul |
Language | Hindi |
Lyricist | Shakeel Badayuni |
Singer's | Talat Mahmood |
Music Director | Naushad |
Label | Saregama |
Year | 1950 |
Starring | Dilip Kumar, Nargis |
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Shamshad Begum
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Mohammad Rafi, Shamshad Begum, Talat Mahmood
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Shamshad Begum, Talat Mahmood
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Shamshad Begum
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Mohammad Rafi, Shamshad Begum, Talat Mahmood
Lyricist : Shakeel Badayuni
Singer : Mohammad Rafi, Talat Mahmood