Payame Ishk Mohabbat Hame Pasand Nahi Song Lyrics - Babar

Payame Ishk Mohabbat Hame Pasand Nahi lyrics Babar is a bollywood movie, music produced by roshan. It stars azra, gajanan, jagirdar in main roles, this movie released in 1960. The soundtrack album is composed by roshan. Produced by filmistan

Payame ishk mohabbat hame pasand nahi Yeh dillagi yeh shararat hame pasand nahi

Baja nahi tha ijhahar bekarari kaa Lihaj kuchh toh kiya hota pardadari kaa Haya se itani bagawat hame pasand nahi Payame ishk mohabbat hame pasand nahi

Hami ko hans ke sitaro ne bhi nahi dekha Najar mila ke baharo ne bhi nahi dekha Kisi nigah se dil hame pasand nahi Yeh dillagi yeh shararat hame pasand nahi

Jo takto taj ke waris hain unaka pyar hi kya Badlanewali nigaho kaa aitbar hi kya Hajur ki yeh inayat hame psand nahi Payame ishk mohabbat hame pasand nahi