Teree duniya me dil lagta nahi wapas bula le Me sajde me gira hu, mujhko ai malik utha le
Bahar aayi thi kismat ne, magar yeh gul khilaya Jalaya aashiya saiyad ne par noch dale Mujhko ai malik……………..
Bhanwar kaa sir naa chakraye, naa dil lehero kaa dube Yeh kashti aap kardi maine, tufan ke hawale Mujhko ai malik……………..
| Movie / Album | Baanwre Nain |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Kidar Sharma |
| Singer's | Mukesh |
| Music Director | Roshan |