Har Manjar Har Lamha Song Lyrics - Baabul - 2006

Har Manjar Har Lamha lyrics from Baabul - 2006 is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by aadesh shrivastava.

Har manjar har lamha, yeh pagal dil tanha – (2) Betab rehta hai yeh kehta hai, ha kehta hai Mehfil me akele mai – (2) tujhe yad karta hai, (ha karta hai) – (2) Har manjar har lamha

Too dur rehke bhi pas rehti hai, too bin kahe bhi kuchh kehti hai Mai bite khawbo mai dub jata hu, mai har jagah bas tujhko pata hu Har khushbu har mausam, har saya har aalam Betab rehta hai, yeh kehta hai, ha kehta hai Mehfil me akele mai – (2) tujhe yad karta hai, (ha karta hai) – (2) Har manjar har lamha

Yeh keh rahi hai abb wafa meri, naa bewafa too naa khata meri Hai rahe mujhse abb juda teri, too khush rahe hai duwa meri Har dhadakan har sapna har chahat har arma Betab rehta hai, yeh kehta hai, ha kehta hai Mehfil me akele mai – (2) tujhe yad karta hai, (ha karta hai) – (2)