Keh rahaa hai dil diwaanaa jaane jaa khaake kasam – 2
Hum ishq main mar jaayenge kuch bhi sanam kar jaayenge Chodenge naa daaman yaar kaa ((wada raha – 3) pyaar kaa) – 2
Keh rahaa hai dil diwaanaa jaane jaa khaake kasam
Dooriyaan naa ab zaraa ho jaanaa, saanso ke ye darmiyaan Chhedati hai dhadakano ko pal pal mausam ki narmiyaan To aaja chahato ki shabanam pi le, lamho main sadiyon ko ji le Keh raha hai, pal suhana, jaane jaa khaake kasam
Tu khayaalo ke hansi saaye mein rehata hai raat din, Kuch nahi hai zindagaani meri, ab tanhaa tere bin To aaja janmo kaa bandhan jode, thaam ke baahen naa chhode Keh raha hai, har phasaanaa, jaane jaa khaake kasam Keh raha hai dil diwaanaa, jaane jaa khaake kasam Hum ishq mein mar jaayenge kuch bhi sanam kar jaayenge Chhodenge naa daaman yaar kaa, ((wada raha – 3) pyaar kaa) – 2
Movie / Album | Baabul - 2006 |
Language | Hindi |
Singer's | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
Lyricist :
Singer : Aadesh Shrivastava, Amitabh Bachchan, Ranjit Barot, Sonu Nigam
Lyricist :
Singer : Alka Yagnik, Kailash Kher, Kavita Krishnamurthy, Sudesh Bhonsle