Paagal manava tarase re, more mann ki khwaaish puri ho – (2) Aisa na din aaye koyi -2 jab tujhase mhaari duri ho Paagal manava tarase re, more mann ki khwaaish puri ho
Balam teri akhiya kare batiya Balam teri akhiya akhiya kare batiya Balam teri akhiya kare batiya Tak tak haari main teri, tak tak haari main Tak tak haari kab teri akhiyon ki majburi ho Paagal manava tarase re, more mann ki khwaaish puri ho
Rusawa ho yeh ya huye rusawaayi – (2) Tum mein hum mein dono mein -2 bi na koyi majburi ho Paagal manava tarase re, more mann ki khwaaish puri ho – (2) Aisa na din aaye koyi, aisa na din aaye Aisa na din aaye koyi -2 jab tujhase mhaari duri ho Paagal manava tarase re, more mann ki khwaaish puri ho
| Movie / Album | Baabarr |
| Language | Hindi |
| Singer's | Raka Mukherji |
| Music Director | Anand Raj Anand |