Jindgi Jhum Kar Muskurane Ko Hai Song Lyrics - Aur Pyaar Ho Gaya Lyrics

Jindgi Jhum Kar Muskurane Ko Hai Lyrics : Jindgi Jhum Kar Muskurane Ko Hai Song from the film Aur Pyaar Ho Gaya Lyrics is sung by nusrat fateh ali khan and composed by nusrat fateh ali khan. ,

Aa… Sa ni dha pa ma …

Jindgi jhum kar muskurane ko hai – (2) Pyar apni kahani sunane ko hai – (2) Jindgi jhum kar muskurane ko hai

(Khwab ankho me lekar diwane chale Kya hai diwangi yeh dikhane chale) – (2) Hosh khone chale jan ganwane chale Ishq kee bazi lagane ko hai

Jindgi jhum kar muskurane ko hai – (2) Pyar apni kahani sunane ko hai – (2) Jindgi jhum kar muskurane ko hai

Abb nigahe mili aur pyar ho gaya – (2) Aur pyar ho gaya………