Hmm Pehli Bar Ek Ladki Mera Song Lyrics - Aur Kaun Lyrics

Hmm Pehli Bar Ek Ladki Mera Lyrics from Aur Kaun Lyrics (bollywood) sung by kishore kumar. This song is composed by bappi lahiri with lyrics penned by amit khanna. Aur Kaun Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Hmm Pehli Bar Ek Ladki Mera Lyrics from Aur Kaun Lyrics: kishore kumar sings this bollywood song for Aur Kaun Lyrics film with music by bappi lahiri

Hmm pehli bar, ha pehli bar Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha

Ha pehli bar – (2) Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha Ha pehli bar

(Kisiko naa pata chala kya ho gaya Aisi mili najren ke dil kho gaya) – (2) Chupke se woh pehlu me aa -2 boli mujhe aa re aa

Ha pehli bar – (2) Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha Ha pehli bar

(Nasha ankho me abb chane laga hai Maza jine kaa abb aane laga hai) – (2) Sath hai woh, pas hai woh – (2) Aaj nahee naa re naa

Ha pehli bar – (2) Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha Ha pehli bar

(Sanso me sans jab mil jayegi Kali sapno kee khil jayegi) – (2) Kal kaa mujhe yad nahee – (2) Aaj kee bat wah re wah

(Ha pehli bar -2 Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha) – (2) Ha pehli bar